Thand(sardi)
Aaj hai mausam suhana,thand badti ja rahi.
hath me thituran naya, barf si jamti ja rahi.
aaj man hua khane ka pakodi,maa banati ja rahi
muh me gai pakodi garam, uf uf nikalti ja rahi.
garm kapdon me na dikheshakal aadmi ki,
sirf dhund badti ja rahi.
subah 8 baje ka samay, ghadi ki suiyan chalti ja rahi.
aaj hai mausam suhana, thand badti ja rahi.
bacche aa gaye hain khelne ko, ball ghoomti ja rahi.
aaj catch nhi liya kisine, ranon ki raftar badti ja rahi.
Aaj hai mausam suhana,thand badti ja rahi.
hath me thituran naya, barf si jamti ja rahi.
so good
ReplyDelete